I don't think, Your Comment is necessary or not necessary or unneccesary. Do din socho, aur comment nahi kiya- to bhi koi comment ki jaroorat nahi hain. Pachhatava karane par paap Dhool jaate hain, par kya aisaa hain? Aur directly comment na karo. Kyonki jo tumhare galati se pareshaan hua hain- wo, Ab usipe hain ki wo tumhen kab aur kyon maaf kare. Law tumhe maaf karde, fir bhi society - (Not tea brand) maaf nahi karegi. Dekho, law is liberal but not society(not tea brand). Kyonki agar tum yaad nahi rakhoge- to bhi baaki log yaad rakhenge. Jo dusaron ki galatiyon se seekhe usaka future, Past, Present bright hain, Aur Jab bhi tum dusaron ki galatiya yaad karo tab khud ki galatiyan bhi yaad rakhana.
Itihaas hum padhte hain, kyonki, poorani galatiyaan dohara nahi sakate. Tum shaayad bhul jao- ya bhulaane ki Koshish bhi karo, Lekin jamaana- Yaad rakhega, ki tum ne kab kya galati ki thi. Because Bachpan ki galatiyan- Bachpan ki shaitaniya- Aage jaakar badi ban jaati hain.
In English- You should worry- while making any mistake. 18 tak, Sorry bolane par cheeze maaf ho jaati thi, Aage padhiye- Aisa lagata tha, lekin aisa nahi hota hain, ye maine jaana.